Kya aap jante hai ki aaj kal har ke kam me fraud yani scams ho raha hai. Chahe wo online scam ho ya fir offline frauds.
Esliye yaha aapko sabhi sabhi tarah ke fraud ( scams ) ke bare me bataya gaya hai. Unhe janne kiye ke liye blog ko touch kare
What is Online fraud and scams in hindi?
Online fraud ek badi samsya hai jise rokne ke liye bhart sarkar kai tarike apnaye par abhi bhi espar puri tarh kantrol nahi kiya ja saka. Kyoki sarkar ek fraud ki tarike band karti hai to scammer online frauds ke dusre tarike nikal le rahe hai. Esliye ese puri tarh se kham karna badi mumkin nahi ho pa raha hai.
FAQS
frauds to kai prakar ke hote hai jinme se kuchh hai.
1. Online fraud
2. Offline fraud
3. Internet fraud
4. Websites fraud
cyber scams me banking fraud aate hai jinme se se mukhy hote hai.
Account se paise kam hona.
Ye scame aaj kal bahut jyada sankhya me ho rahe hai jise abhi tak bank control nahi kar paye hai. Aaj bhi bahut se logo ke bank account se paise gayab ho rahr hai.
yadi apke sath bhi scams ho jaye aur apko ptata che to aap bhi cyber crime ke helpline no par turant contect kar le. Cyber crime ka helpline no hai 1930
Author Name – Kajal kumari
FRAUD.IND.IN par aap sabhi logo ka swagat hai. Mai aap logo tak frauds aur scam se judi har ek jankari aap tak pahuchane ki bhar pur kosish karugi.
aap sabh logo se meri gujarish hai ap fraud.ind.in ko sapport kare aur Facebook page like kar de.